Patient to Doc: Aapne nurse bahut achhi rakhi hai, uska haath lagte hi main theek ho gaya.
Doctor: Jaanta hu, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi....
Kal kare so aaj kar, aaj kar so ab. Kal kare so aaj kar, aaj kar so ab. Abey karta hi rahega to dhoyega kab...
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath dekha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
Baba ji ka mela laga hai haridwar mein. Prashad mein Recharge Coupon diye jayenge. Kisi aur ko mat batana. Ye SMS sirf chuninda bhikhariyon ko bheje ja raha hai...
Mom: Beti badi ho kar kya karogi?
Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya?
Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna...
Which are the 2 latest versions of java.
Think... think... think...
Marjava & Mitjava...
Wife: Kya kar rahe ho?
Man: Makkhiya maar rha hu.
Wife: Kitni mari?
Man: 3 male aur 2 female.
Wife: Kaise malum?
Man: Kyonki 3 daru ki botal se chipki thi or 2 phone se
INDIA Ko
Aazaad Hue 57
Sal
Hue
Phir Bhi
No PROGRESS!
why? Kyunki Aaj
Bhi
INDIA Ki
Bholi Janta
KAAM-DHANDHA
Chhod Kar
hamara SMS padh
rahi ha...
Tum haste raho, nachte raho, muskurate raho, sada khil khilate raho, khush raho aur gungunate raho, mera kya hai, log tumhe hi pagal samzhenge
Lady drinking coke, machhar falls in. Lady takes it out, machhar says "MAA"! Lady asks why did you call me "MAA"? machhar says, "Main teri coke se nikla hoon, MAA!"...